Kahete hai...

Kahete h Log Pyaar ke Liye Yaar ko Choda nahi Karte..?

Naye Pyaar ke Liye Puraane Yaar ko Azmaya nahi Karte h..!
Dosti m Humne Dost ko Apna mana...

Magar Dost ne Hamein Gair jana..?

Milte the Kabhi wo Rozana Humse..?
Ab DeedaraEyaar ko Tarsa karte..!

Zamaane Teri Baatein Galat Lagti h..?
Pyaar se Jyaada Yaar Begaane Lagte..!

Kahete h Log Pyaar ke Liye Yaar ko Choda nahi Karte..!

Comments

Popular posts from this blog

Tere Mere Raste...

Jamaane ki Yaari Hamari Yaari...